Health

Facebook Page कैसे बनाये? पूरी जानकारी



Namaskar dosto तो  है Time of Utsab मे  आप सभी का
वैसे यह तो आपको पता ही होगा की Facebook मे आपके अधिकतर 5000 मित्र ही हो सकते है और इससे अधिक मित्र आप नही बना सकते लेकिन आज मै आपको बताऊगा एक ऐसा तरीका जिससे आप लाखो मित्र फेसबुक पर बना सकते हो  तो उसके लिए आपको एक फेसबुक पेज बनाना पड़ता है तो इस पोस्ट मे हम जानेंगे की फेसबुक पेज कैसे बनाए? 

Facebook Page क्या है और क्यो बनाए
Step 01
सबसे पहले आप यहाँ पर क्लिक करे
अब एक popup window खुलेगा जहां आपको कई categories मिल जायेंगे आप अपने हिसाब से चयन कर ले
  • Local Business or Place - तो अगर आप अपने दुकान या किसी दूसरे लोकल बुसिनेस  के लिए  पेज बनाना  है  तो इसे  चुने। 
  • Company, Organization: or Institution: अगर आपकी कंपनी हो तो इसे चुने। 
  • Brand or Project: अगर आप किसी प्रोडक्ट के ब्रांड  के लिए पेज बनाना चाहते है तो इसे 
  • Artist , Band or Public Figure: अगर आप कलाकार है या किसी बड़ी हस्ती के लिए  पेज बनाना चाहते  है तो इसे चुने। 
  • Entertainment: Movie, Book जैसे चीजो के लिए इस category  का चयन करे। 
  • Couse or Community: Yeh category sabse alag hai is category me aap ke sasth wo log bhi post kar sakenge jo is community me honge. aap apni website ke liye bhi ye category choon sakte hai.
तो अब आप category  का चयन करना तो जान गए होंगे अगर अब भी नही समझे तो कोई बात नही बाद मे आप आसानी से category बदल भी सकते है। 
Step 02

अब आप 3 brand और प्रोडक्ट को चुने क्योकि हम अपनी वेबसाइट के लिए पेज बनाएंगे
Apne page ke bare me 140 shabdo ki choti c summary likhe taki log samajh sake ki aapke page me kya hai or like kare.

Apne page ki website ka url dale.

Apne page ke liye username choone.

Ab Save info par click kare.

Step 4:

Ab jo page khulega usme aapko apne page ke liye profile photo upload karni hai. aap chahe to ise skip bhi kar sakte hai. kyuki aap ise bad me bhi upload kar sakte hai.


  1. Yaha par click kar ke aap apne computer me se photo select kar ke upload kar sakte hai.
  2. Yaha par aap apne blog ya website ki photo ka link dal kar bhi photo upload kar sakte ho.
  3. last me Next par click kare.

Step 5:


  1. Agar aap is page ko apne favorite page me add karna chahate ho to Add Favorites par click kare.
  2. Ya fir aap Skip par click kare.

Step 6:


  1. Yaha par apne country, state, city ka name enter kare. taki aapke fans ko pata chale ke aapke page ki location kya hai.
  2. Yaha par aapko yeh select karna hai ki aapke page ko kis umar se kis umar tak ke log dekh sakte hai.
  3. Isme aapko genter select karna hai ki aapke page ko sirf aadmi dekhe ya sirf orat ya fir dono,
  4. Is box me aap apne interest ke hisab se page select kar sakte hai.
  5. Puri jankari bharne ke bad Save par click kare.

Agar aap ye sab abhi nahi bharna chahate to aap ise bad me bhi bhar sakte hai to aap ise skip bhi kar sakte ho.
Bas aapka facebook page tayar hai. Agar aapko koi problem ho to comment kar sdakte ho.

To friends is tarah se aap bhi apne liye facebook par apna ek page bana sakte ho jaha par hum jitna chahe friends bana sakte hai.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ