Hello dosto
To mai hu Utsab Biswas le ke aaya aj fir se ak nyi topic Jallianwala Bagh htya kand bare to chliye bina samay gawaye shuru krte hai
To dosto Jallianwala Bagh htya kand 13April 1919 me hua jo ki Jallianwala Bagh me hua jo ki Punjab Amritsar me sthit hai,
Us din aas pas k gawo k log jo ki Baisakhi mela me samil hone aaye the to whi kuch
Sarkar k nye Damankari upayo k virodh me aaye the.
Jallianwala Bagh 6-7 aker jamin me charo taraf se diwalo se ghira th aur sirf Ak aane jane ka darwaza tha jb sabhi Jallianwala Bagh me akattha hua us samay General Dyer apne Angreji Sipaahi k sath aye aur gate band krwa diya gya kisi bhi logo ki na sunkr usne sipahiyo ko Firing krne ka aadesh de diya jisse wha k sabhi logo ki mrityu ho gai
Is kand k bad bhut badi bhid akattha hui aur Police walo k sath jhagra kiya tatha hartal bhi kiye un logo ne Sarakari daftaro me bhi hmla kiya aur tahas Nahas kr diya.
General Dyer ka janm 9 October 1864 me hua tha aur iski mrityu 23 July 1927 me hua. Jallianwala Bagh htya kand k bad se Dyer ko Amritsar ka Kasai kha jane laga iske karan lagabhag 379 logo ki jane gai aur 1000 se bhi jyada log ghayal hua
Jallianwala Bagh htya kand k bad General Dyer ko duty se nikal diya gya aur iske Bhaarat aur Britain dono desho me bhut ninda hua
To ye tha Jallianwala Bagh htya kand k kuch kahani to ishe share jarur kre

0 टिप्पणियाँ
टिप्पणी करने के लिए धन्यवाद